Chale Hanuman

Chale Hanuman yaha aye, shree Ramji ki dhoon machaye

Dhoon machaye aysi dhoon machaye
Chale Hanuman yaha aye, shree Ramji ki dhoon machaye

Sitaram naam dhoon aysi machaye (2)
Sunker aye raghurai shre Ramji
Chale Hanuman yaha aye..

Gangaji aye jamnaji aye (2)
Triveni sangam aye shree Ramji ki dhoon machaye
Chale Hanuman yaha aye..

Bhakta janoka ghar pawan karva (2)
Avo avo ne raghurai shree Ramji ki dhoon machaye
Chale Hanuman yaha aye..

Das janoki yahi vinanti (2)
Charan kamal balihari shree Ramji ki dhoon machaye
Chale Hanuman yaha aye..